Tum se hui akhiri mulakat yaad hai,
aur mulakat se pehle ki wo raat yaad hai...
Har pal guzarta tha kai saal ki tarah,
aur un palon ki bhi kuchh khaas baat hai...
Tere mere darmiyan ke faasle fir badh gaye,
najane kyun dil ko fir bhi talash hai...
Ek khaali ummeed thi tumse milne ki,
tumhare intzaar mein janam kuchh to baat hai...
Tumhare intzar ka jo ek din guzar gaya,
samna to ho gaya par wo sham yaad hai...
Tumhe dekhne ki jo talab thi aur fir yun badh gayi,
humse milke aapka nazrein churana yaad hai...
Aas bhi miti na thi, pyas bhi bujhi na thi,
bekarari, beshumari, bebasi bhi yaad hai...
TUJHE DEKHNE YA PYAR KARNE KI LACHARI
YAAD HAI.......

No comments:
Post a Comment